Santa Rockk..

Santa: kahaa gayaa thaa yaar?
.
Banta: girlfriend ke saath movie dekhne
.
Santa: kitna kharchaa huaa?
.
Banta: 500 Rs
.
Santa: itnaa huaa kya?
.
Banta: kya karu? uske paas itnaa hee thaa yaar "