Pati :- darling kya tum mere sath zym jana pasand karogi ?
.
Patni :- tum kehna kya chahte ho mai moti hogayi ?
.
Pati :- ok , pasand nahi to mat chalo.
.
Patni :- kehna kya chahte ho mai lezy hu .
.
Pati :- uff gussa kuy ho rahi ho janu
.
Patni :- tumhara matlb hai ki mai hamesa jhagarti hu
.
Pati :- maine aisa to nahi bola babu
.
Patni :- achcha to mai jhuti hu
.
Pati :- ok. Baba mat chalo, Mai akela chale jata hu
.
Patni :- ruko ruko, akele kuy jana chahte ho ?

