Timepass

2 aadmi pappu aur golu safar kar rahe the.
.
Pappu - Kahan se aa rahe ho...??
.
Golu - Mumbai se

.
.
Pappu - Wahan se to main bhi araha
hun...
Mumbai me kahan se aa raheho...??
.
Golu - Iqbal town
.
.
Pappu - Wahan se to main bhi aa raha
hun ye batao Iqbal town me kahan se aa rahe ho....??
.
Golu - Street 2 se.
.
.
Pappu - Wahan se to main bhi aa raha
hun ye batao street 2 se kiske ghar se aa rahe ho.....??
.
Golu - Basheer sahab ke ghar se
.
.
Pappu - Wahaan se to main bhi aa raha
hun aacha ye batao kahaan jaa rahe ho....??
.
Itne mein Aaas paas ke musafiron ne tang aake kaha akhir tum dono ho kaun....??
.
Dono bole - Hum dono bhai hain,
time pass kar rahe hai.....:p=D =))