2 dost jungle mein, Raste me raat ho gayi wo TENT laga k so gaye..
RAAT ko 1 dost ki ankh khuli..
Usne dusre ko jaga k kaha:" Aasman ki taraf dekh ke bata tujhe kya nazar aata hai..???
.
.
2nd:" Bahut sare sitare
1st:" Isse kya pata chalta hai..??
2nd:" Aasman khubsurat hai..
1st:" Abey Newton ki aulad Tent chori
ho gaya hai..