Taang utha ke di

Sharma ji ki party mein verma ji ke paas Mrs. Sharma aakar boli:
"Bhai sahab aapne to kuchh liya hi nahi" aur yeh keh kar ek chicken ka leg piece uthakar unki plate mein rakh diya.
.
.
Party khatm hone par Mr. Sharma ne Verma ji se poochha "Khana kaisa laga"
.
.
Verma ji: "Badhiya, par end mein bhabhi ji ne jo taang utha ke di maza aa gaya."