AKBAR BIRBAL

Ek Baar Akbar Ne Birbal Ko Aadesh Diya

A: Ek Aisa Aadmi Dhundh Ke Lao Jo Mere Saath Isharo Mein Baat Kar Sake, Main Us Se Kuch Sawaal Puchunga

B: Ji, Maharaj

A: Agar Usne Galat Jawab Diya To Uski Gardan Kat Di Jayegi, Aisa Aadmi Nai Dhund Sake To Tumhari Gardan Kaat Dunga

Ab Birbal Ki Fat Gayi, Kahan Se Laye Aisa Aadmi Dhund Ke, 10 Din Baad Ek Bakri Charane Wala Mil Gaya Naam Tha Chanki

Birbal Ne Chanki Ko Lalach Diya: Main Tujhe 10,000 Rupaye Dunga, Tu Bas Raja Ke Samne Chal Pad Aur Isharo Mein Baat Kar

C: Agar Main Jawab Na De Paaya To?

B: Jo Hoga Dekha Jayega, Tu Mar Bhi Gaya To Kam Se Kam Tere Ghar Wale Mere Diye Rupayo Se Aram Se Zindagi To Kaat Lenge

Chanki Ko Baat Samajh Mein Aa Gayi Aur Pahunch Gaya Darbar Mein

Akbar Ne Use 1 Ungali Dikhayi, Chanki Ne Usko 2 Dikha Di

Akbar Ne Isharo Se Pucha: Kyu?

Chanki Ne Ek Ungli Asmaan Ki Taraf Kari Aur Fir Badshaah Ki Taraf Kar Di

Akbar Muskuraya Aur Usne Apne Haath Ko Hawa Mein Hilaya Aur Pucha: Kyu?

Chanki Ne Apni Pant Niche Ki Aur Lund Pakad Ke Raja Ke Samne Hila Diya,

Birbal Ki Ye Dekh Ke Gaand Fat Gayi Par Raja Bahut Khush Hua Aur Chanki Ko Inaam Deke Vida Kiya

Uske Jane Ke Baad Birbal Ne Hairan Hokar Akbar Se Puchha

B: Hajoor Ye Kya Chal Raha Tha

A: Maine Use 1 Ungli Dikha Ke Pucha, Kya Allah Ek Hai? Wo Bola 2 Hain, Ek Upar Or Ek Niche Aap

B: Ohh, Fir Kya Pucha Tha Aapne?

A: Maine Puchha Tha, Ye Population Kyo Badh Rahi Hai, Usne Lund Dikha Ke Bola Ki Iski Wajah Se

Birbal Ke Ye Sun Ke Hosh Ud Gaye Ki Us Se Bhi Akalmand Koi Hai Is Duniya Mein, Usne Socha Ki Milna Chahiye Chanki Se, To Ja Pahuncha Chanki Ke Ghar

B: Tumhe Samajh Kaise Aya Ke Raja Puchna Kya Chahta Hai?

C: Lo Ismein Kya Mushkil Hai, Raja Bola 1 Bakri Dega, Maine Bola 2 Lelo, Upar Wale Ne Bahut De Rakhi Hain

B: Aur Dusri Baar?

C: Fir Akbar Ne Pucha Tha Sab Bakri Dega? Maine Bola Loda Lele Mera

Birbal Behosh Ho Gaya

Moral: Ek Chutiya Tab Tak Samajhdar Dikhta Hai Jab Tak Wo Muh Na Khole..