swarg

Guruji bole :- Jo-Jo swarg jaana chahta hai, woh apna haath uppar kare..!! Sardar ki biwi aur saas ne haath uppar uthaya.

Guruji Bole :- Sardar ji tum swarg nahi Jaoge..?

Sardar :- Guruji, yeh dono chali jayegi, toh yahi per swarg ho jayega...