Santa VS Jyotish

Santa:" Jyotishi ke paas kundli dikhane gaya:

Jyotish:" Tera naam Santa hai ??
.
Santa:" Ji

Jyotish:" Teri biwi ka naam dolli hai ??

Santa:" ji

Jyotish:" teri 2 beti hain ??

Santa:" ji haa..
.
.
.
Jyotish:" tune abi 10 kg chawal kharide hain ??
.
.
Santa:" aap to antaryami hain
maharaj..

Jyotish:" dafa ho jao yaha se..

Agli dafa kundli lana, ration card nahin..."