Pages

Yek EK Daraawni Story

Yek EK Daraawni Story Hai, Kamzor Dil Wale Na pade
Barsaat ki ek Raat mein ek buddha aadmi Haath mein ek Kitab bechne ke liye khada tha,
Ek aadmi aaya aur usne weh kitab 3000 Rs mein khareed li
Buddhe Aadmi ne kitab de kar kaha -
"Jab Tak Koi Musibat Na Aa Jaye, Kitab ka aakhri Panna Mat dekhna"
Aadmi ne kitab puri padh li, lekin darr ke karan aakhiri panna nahi khola.
EK Din usse raha nahi gaya aur aakhiri panna khol kar dekh hi liya aur sadme se marr gaya
Panne par likha tha
"MRP 70/- Rs"